-->
Youtube me videos ka screenshot kaise le  ?

Youtube me videos ka screenshot kaise le ?

Youtube aaj ke time par bahaut is accha social media, video streaming platform hai. youtube par daily lagbhag 300,000 videos daily upload hote hai aur ye platform bilkul free hai isme upload or video dekhne ke liye koi extra cost nahi lagta hai. Youtube me diffrent-2 type ki videos aapko dekhne ko milti hai jaisa Educational, Tutorials, Tricks and Tips, Entertained and Informative etc.
Youtube hamri daily life ki bahaut si problems ka solution provide karta hai kyu ki isme bahaut sare tutorials and tips and tricks videos aapko dekhne ko mil jayega. aap kabhi bhi kisi problem ka solution chahiye aapko sirf search karna hai youtube me or ye aapko us se related videos show kar dega. 
Youtube ke videos aap phone ya computer me aasani se dekh sakte ho bas aapke pas high speed internet connection hona chahiye.


To jab kabhi aap koi educational videos dekhte ho ya kuch aise videos dekhte ho jiska aapko screenshot lena hai to agar aapke paas android phone hai to aap aasani se screenshot le sakte ho simple Power + volume up button press karke but agar app computer me videos dekh rahe ho to aapko direct option nahi milta screenshot lene ka. but aap ek simple chrome extension ki madad se aasani se screenshot le sakte hao sirf ek click me.






Ye button click karne ke bad ek Pop up window aayga usme Add Extension par click karna hai.

Step 2 : - Uske bad app koi bhi video youtube me dekhoge to aapko ek extra screenshot lene ka button show hoga.



ye screenshot aapko download folder me mil jayga .. Enjoy..

Agar ye tutorial aapko accha laga ho ya apke liye helpful raha ho to aap isko apne friends ke sath share kar sakte ho.




0 Response to "Youtube me videos ka screenshot kaise le ?"

एक टिप्पणी भेजें

Advertise in articles 1

advertising articles 2

Advertise under the article